Bolo Bbolo Lyrics & Tabs by Sajjad Ali

Bolo Bbolo

guitar chords lyrics

Sajjad Ali

Album : BabiaPlayStop

Bolo bolo tum nay kia dekha
Bolo bolo bolo tum nay kia dekha
Tumne mere mein kia dekha

Waisay tau chehray hazaron hain
Meri uddas nigaahon mein tumne kia dekha, kia dekha…
Meri gaari dekhi
Ya mera bangla dekha
Ya mera saara bank balance dekha
Na meray sapnay dekhay
Na mera jazba dekha
Na mera toota hua dil dekhaaa
Ooooo…
Socha tha pyaar tumhe karoon ga
Socha tha pyaar zindagi bhar mein tumhe karoon ga
Sapnon ka ghar jo banaya tha

Socha tha pyaar tumhe karoon ga
Socha tha pyaar zindagi bhar mein tumhe karoon ga
Sapnon ka ghar jo banaya tha
Woh ghar tau mein nay tumhare liye hee sajaya tha
Yeh khabar na thee
Yeh patta na tha kay
Tum tau jhoota pyaar ho
Tumhay apna kaha
Tumhay pyaar diya lekin tum koi aur hooo
Tumhe pyaar mujh say nahin hai
Pyaar mujh say nahin
Pyaar mujh say nahin hai mein
Tum say door chala jaoon ya paas chala aoon
Ikrar tum say nahin hai
Ooooo…
Yeh khabar na thee
Yeh patta na tha kay
Tum tau jhoota pyaar ho
Tumhay apna kaha
Tumhay pyaar diya lekin tum koi aur hooo
Tumhe pyaar mujh say nahin hai
Pyaar mujh say nahin
Pyaar mujh say nahin hai mein
Tum say door chala jaoon ya paas chala aoon
Ikrar tum say nahin hai
Oooo…. Yayyy…
Durr chala jaoon…

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0101 sec