Bichar Kai Bhee Lyrics & Tabs by Call

Bichar Kai Bhee

guitar chords lyrics

Call

Album : Jilawatan hard rock PlayStop

Madhosh houn..guum houn kahain
Aao yahaun...younhi kabhi
Khamosh houn beqarar houn

Aao yahaun tum aik baar
Aansoun main chupaye hain saaraye ghum
Chahat teri na ho kum...bus yehi dua
Bichar kay bhi alag na ho saka mujh say tou....
Teri yaad hai saanoun main rahi har dum
Kabhi socha na tha keh kabhi woh qadam
Chor jaingaye mujhe...
Chup main nahi..na bayzuban
kuch tou suno younhi sahi
Keh do jo tum bus aik baar
Meray ho tum..younhi kabhi
Aansoun main chupay hain saraye ghum

Keh do jo tum bus aik baar
Meray ho tum..younhi kabhi
Aansoun main chupay hain saraye ghum
Chahat teri na ho kum....bas yehi dua
Bichar kay bhi alag na ho saka mujhsay tu
Teri yaad saansoun main rahi har dum
Kabhi socha na tha kay kabhi woh qadam
Chor jaingaye mujhe
Sadioun ki hai yeh lagun
Kaisay kar doun main khatam
Aagaye bhi hain aur jahaun
Abb shoro hai nayi dastaan
Aansoun main chupay hain saraye ghum
Chahat teri na ho kum....bas yehi dua
Bichar kay bhi alag na ho saka mujhsay tu
Teri yaadain saansoun main rahin har dum
Kabhi socha na tha kay kabhi woh qadam
Chor jaingaye mujhe
Chor jaingaye mujhe
Bichar kay bhi
Chor jaingaye mujheee...

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0112 sec