Bahut Pyar Karte Hain (Female Version) Lyrics & Tabs by Anuradha Paudwal

Bahut Pyar Karte Hain (Female Version)

guitar chords lyrics

Anuradha Paudwal

Album : Saajan (Original Motion Picture Soundtrack) ethnic PlayStop

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
bahut pyaar karte hain tumko sanam
kasam chaahe le lo

kasam chaahe le lo
khudaa kii kasam
bahut pyaar karte hain tumko sanam
bahut pyaar karte hain tumko sanam
humaarii gazal hai tassavur tumhaaraa
humaarii gazal hai tassavur tumhaaraa
tumhaare binaa ab naa jeenaa gawaaraa
tumhe yun hii chaahenge
tumhe yun hii chaahenge
jab tak hai damm
bahut pyaar karte hain tumko sanam
bahut pyaar karte hain tumko sanam

jab tak hai damm
bahut pyaar karte hain tumko sanam
bahut pyaar karte hain tumko sanam
saagar ki baahon mein maujen hain jitnii
saagar ki baahon mein maujen hain jitnii
humko bhii tumse mohabbat hai utnii
ke ye beqaraarii
ke ye beqaraarii naa
ab hogii kumm
bahut pyaar karte hain tumko sanam
bahut pyaar karte hain tumko sanam
kasam chaahe le lo
kasam chaahe le lo
khudaa kii kasam

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0096 sec