Babu Rao Mast Hai Lyrics & Tabs by Pritam

Babu Rao Mast Hai

guitar chords lyrics

Pritam

Album : Once Upon a Time in MumbaaiPlayStop

Akkha yeh shehar bada
Apni jaib mein pada
Khulla raaj hai bas kya

Ungli yeh trigger pe hai
Daring beech ghar mein hai
Apni taath hai bas kya
O apna time hai, aish cash bhi zabardast hai
Underground har cheez ka yahan bandobast hai
Babu rao mast hai, mast hai, mast mast hai

O kal tak to chaar sikke hi jaib mein khankhana rahe the,
noteon ke bistar aaj hai
Kaale dandhe ke bazaar mein dabikta kabhi nahi hai,

apne sar pe woh taaz hai
Kal kal tak to chaar sikke hi jaib mein khankhana rahe the,
noteon ke bistar aaj hai
Kaale dandhe ke bazaar mein dabikta kabhi nahi hai, apne sar pe woh taaz hai
Rokey jo koi agar
Seedha thok de udhar
6 foot gaad de bas kya
Ungli yeh trigger pe hai
Daring beech ghar mein hai
Apni taath hai bas kya
Ae black white mein, wrong right sab adjust hai
Underground har cheez ka yahan bandobast hai
Babu rao mast hai, mast hai, mast mast hai
Babu rao mast hai, mast hai, mast mast hai
Babu rao mast hai, mast hai, mast mast hai
Babu rao mast hai, mast hai, mast mast hai
O duniya yeh matlabi hai, badi kameeni jaga hai yaaro,
maange kuch milta hai kahan
Jo chahe yeh woh collar pakad ke hum toh nikaalte hain,
watt apna chalta hai yahan

O apne pair ke tale
System saara yeh chale
Jee le phaad ke bas kya
Ungli yeh trigger pe hai
Daring beech ghar mein hai
Apni taath hai bas kya
O beech line mein hain sabi khade apun first hai
Underground har cheez ka yahan bandobast hai
Babu rao mast hai, mast hai, mast mast hai
Babu rao mast hai, mast hai, mast mast hai
Babu rao mast hai, mast hai, mast mast hai
Babu rao mast hai, mast hai, mast mast hai

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0099 sec