Aja o Yaara Lyrics & Tabs by Babbu Maan

Aja o Yaara

guitar chords lyrics

Babbu Maan

Album : Hawayein indian PlayStop

lagi hai halaaton ki nazar utaar ley
lagi hai halaaton ki nazar utaar ley
lagi hai halaaton ki nazar utaar ley

aaja o yaara.haaye.
aaja o yaara hum zindagi sawaar le
aaja o yaara hum zindagi sawaar le
bhool purani baaton ko
yaadon ki baraaton ko
ansoo bhari barsaaton ko
un bereham raaton ko
Bhool purani baaton ko
yaadon ki baraaton ko
ansoo bhari barsaaton ko
un bereham raaton ko
haathon mein aaj fir khushi kitaar le - 2

ansoo bhari barsaaton ko
un bereham raaton ko
haathon mein aaj fir khushi kitaar le - 2
aaja o yaara.haaye.
aaja o yaara hum zindagi sawaar le
aaja o yaara hum zindagi sawaar le
zakham bahot hi gehre hai
na umar ke liye kehre hai
zehar sabar ka peena hai
maa ki khatir jeena hai-
zakham bahot hi gehre hai
na umar ke liye kehre hai
zehar sabar ka peena hai
maa ki khatir jeena hai
aaj khuda si fir khushiyan udhaar le -
aaj khuda si fir khushiyan udhaar le
aaja o yaara.oHooooo
aaja o yaara hum zindagi sawaar le
aaja o yaara hum zindagi sawaar le
lagi hai halaaton ki nazar utaar ley
lagi hai halaaton ki nazar utaar ley
aaja o yaara.haaye.
aaja o yaara hum zindagi sawaar le
aaja o yaara hum zindagi sawaar le
aaja o yaara.aaja ho yaara
aaja ho yaara.aaja ho yaara

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0206 sec