Aawan Akhiyan Jawan Akhiyan (Qawwali) Lyrics & Tabs by Himesh Reshammiya, Aftaab Sabri & Hashim

Aawan Akhiyan Jawan Akhiyan (Qawwali)

guitar chords lyrics

Himesh Reshammiya, Aftaab Sabri & Hashim

Album : Ahista Ahista (Original Motion Picture Soundtrack)PlayStop

iss duniya ka sang na chahu
na main jhumka kangan na chahu
jaise bhi ho jitna bhi ho

rang piya ke rangna chahu
rang piya ke rangna chahu
aa mil aa mil...
aa mil aa mil...
aa mil aa mil...
aawan ankhiyan
jaawan aankhiyan
hijra mein tere saawan ankhiyan
aawan ankhiyan
jaawan aankhiyan
hijra mein tere saawan ankhiyan
aa mil aa mil...

jaawan aankhiyan
hijra mein tere saawan ankhiyan
aa mil aa mil...
aawan ankhiyan
jaawan aankhiyan
hijra mein tere saawan ankhiyan
jabse piya ke saath lagi hain
saari saari raat jagi hain
jabse piya ke saath lagi hain
saari saari raat jagi hain
piya ko dhunde piya ko chahe
piya milan ki dekhe raahen
piya ko dhunde piya ko chahe
piya milan ki dekhe raahen
raahen raahen
jogan ankhiyan - 2
dard-e-judaai bhogan ankhiyan
aawan ankhiyan
jaawan aankhiyan
hijra mein tere saawan ankhiyan
baanwri mujhko kehte piya ji
gaanv ko jab se chhod diya ji
baanwri mujhko kehte piya ji
gaanv ko jab se chhod diya ji
piya milan ki aas mein nikli
safal jawani mom si pighli
piya milan ki aas mein nikli
safal jawani mom si pighli
pighli - 2
jaagan ankhiyan
sowan ankhiyan
yaad mein teri rowan ankhiyan
aawan ankhiyan
jaawan aankhiyan
hijra mein tere??? ankhiyan
aa mil aa mil...
aa mil aa mil...
aa mil aa mil...
aawan ankhiyan
jaawan aankhiyan
hijra mein tere saawan ankhiyan
aawan ankhiyan
jaawan aankhiyan
hijra mein tere saawan ankhiyan

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0087 sec