Aaj Ki Raat (From "Don - The Chase Begins Again") Lyrics & Tabs by Sonu Nigam, Mahalakshmi Iyer & Alisha Chinai

Aaj Ki Raat (From "Don - The Chase Begins Again")

guitar chords lyrics

Sonu Nigam, Mahalakshmi Iyer & Alisha Chinai

Album : Don - The Chase Begins Again (Video Album)PlayStop

Shaam hai, jaam hai, aur hai nasha
tan bhi hai man bhi hai pighla hua
chhayi hai rangeeliyan

phir bhi hain betabiyaan
kyun dhadakta hai dil, kyun yeh kehta hai dil
deewana ko ab tak nahin hai yeh pata
aaj ki raat, hona hai kya,
paana hai kya, khona hai kya
aaj ki raat, hona hai kya,
paana hai kya, khona hai kya
Do ghadi mein hi yahan jaane kya hoga
jo hamesha tha mera bhi mera hoga?
kaun kiske dil mein hai faisla hoga
faisla hai yahi jeet hogi meri
oh deewana ko ab tak nahin hai yeh pata

kaun kiske dil mein hai faisla hoga
faisla hai yahi jeet hogi meri
oh deewana ko ab tak nahin hai yeh pata
aaj ki raat, hona hai kya,
paana hai kya, khona hai kya
aaj ki raat, hona hai kya,
paana hai kya, khona hai kya
Aao main tumse kahoon baat chupke se
rang badlegi pal mein raat chupke se
tumko le jaaonga phir saath chupke se
jaaoge tum kahan, dekho main hoon yahan
deewana ko ab tak nahin hai yeh pata
aaj ki raat, hona hai kya,
paana hai kya, khona hai kya
aaj ki raat, hona hai kya,
paana hai kya, khona hai kya

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0112 sec